Bade log sochte hi nhi h kuch karne se pehle kuch bolne se pehle.
unhe ye nhi pata hota ki bacche sirf unke shabd nhi unke reaction unka style unka matlabi hona unka ladna unka jhoot bolna ......har cheez pr gaur krte h!!
aakhir me jo asar hota h woh uss ke bade hone ke baad jhalakta h jisse woh scl ke doston ki, phone ki galti ka naam de dete h, mana ki phone scl se bht farak padta h leki baccha ghar pr jyada rehta h woh jo bh kuch wahan se seekhta h woh aap bado ko dekh kr, sun kr, apke decisions ke peeche ke reasons ,assumption ko dekh ke seekh ra h, kaafi bacche sahyad isiliye bhagte h ghar se dur ,phone me ,toh kabhi baat karna band karke....
aise hi ek bacche ke man ki batein sun kr me reh nhi pai or uspr ek kavita likhi, taki baki bado ko bhi bata saku ki woh kahan galti kr gaye jiske doshi bhi beechare bacche ban gaye!!!
Mujhse mera baccpan cheen liya
Apne,
Keh keh ke roj,raata diya mujhe,
Galti unki bata ke,chup bitha diya mujhe,
Sapne mere tod kr, apna liya unhe
Bata ke acchai apne swabhimaan ki
Muh nhi, gale laga liya unhe!
Samne aa jaye toh muh mod dunga
Keh ke, seedhe unke darwaze ko khol diya apne!
Maar dunge aa gaye mere darwaze pr agar, keh ke
Pakwaan desi banwa khila diya!
Yu apne kese apne gurur ko tod diya!
Yu kese apne mujhe chod diya!
Jhoot nhi kahungi pr, jhoot bol ke apne hame bhi jhoot bolna seekha diya!
Wah mujhe bacchpan me mature karke
Aaj ek bacche ki tarah rula diya!!!!
Apne aaj mujhe apne swabimaan ke aage jhukna seekha diya!!
Apne aaj mujhe bebas hona seekha diya!
Apne aaj mujhe galat ka sath dena seekha diya!
Apne,
Keh keh ke roj,raata diya mujhe,
Galti unki bata ke,chup bitha diya mujhe,
Sapne mere tod kr, apna liya unhe
Bata ke acchai apne swabhimaan ki
Muh nhi, gale laga liya unhe!
Samne aa jaye toh muh mod dunga
Keh ke, seedhe unke darwaze ko khol diya apne!
Maar dunge aa gaye mere darwaze pr agar, keh ke
Pakwaan desi banwa khila diya!
Yu apne kese apne gurur ko tod diya!
Yu kese apne mujhe chod diya!
Jhoot nhi kahungi pr, jhoot bol ke apne hame bhi jhoot bolna seekha diya!
Wah mujhe bacchpan me mature karke
Aaj ek bacche ki tarah rula diya!!!!
Apne aaj mujhe apne swabimaan ke aage jhukna seekha diya!!
Apne aaj mujhe bebas hona seekha diya!
Apne aaj mujhe galat ka sath dena seekha diya!
fact .... 👌👌👍 good job dear
ReplyDeleteThanks bhaiyaa
ReplyDeleteSimply the best out of all the poetry... 👌👌👌#bade log
ReplyDeleteIt's real...osm...nice lines
ReplyDeleteThis poem deserve an nation award !
ReplyDeleteTruly it's heart melting #badelog
Waah! Very nice. 👏🏻
ReplyDeleteAnd completely agree.👍🏻
Thanks 😊 and jitni tariff karo kam shabd nh hai.
ReplyDeleteReally a great lines
ReplyDeleteIt's truly great #bestpoem����❤❤
ReplyDeleteReality Reflects
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletebadhiya behen
ReplyDeleteHeart touching lines
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThese line are so true and it touches to the soul. I agree with all your words, a child learn from the environment they are living.
ReplyDeleteZindagi ki hakikat yahi ha BADA Nahi bacha hi Sahi ha
ReplyDeleteBest one
ReplyDeleteLines are very touching...
Love ur writings...
Just amazing yrr
ReplyDeleteBilkull sachhi bat hai.....Dil ko chuhh Gaya....❣️❣️❣️
Simple amazing yrr,love your writings.��
ReplyDeleteWell written ,,,, heart touching lines
ReplyDeleteReality.... (Loved it��)
ReplyDeleteअसमंजस्य स्थिति अस्ति।����
ReplyDeleteKeep it up ladki!!.... Hope you'll achieve your all dreams. Best wishes!!
ReplyDeleteSo true!
ReplyDelete💯
ReplyDeleteU really write well. U have power of words never leave them.����
ReplyDeletethis is love ♥️
ReplyDeleteReally nice!
ReplyDelete