Hasata tha woh mujhe toh kabhi rul abhi deta tha,
Karke woh wade mujhse aksar bhula deta tha,
Bewafa tha magar accha lagta tha,
Thaam leta tha hath mera kabhi yuhi khud se,
Toh kabhi hath mera mere hath se chura bhi leta tha,
Kabhi wakt chala aata tha milne ko,
toh kabhi umeed pr bhi nhi aata tha,
Mohabbat bhi karta tha mujhse,
Lekin azmane se bhi darta tha,
Mohabbat bhi karta tha nazro se gira bhi deta tha!!
Very sad
ReplyDeleteMain to ni-sabd ho gaya😢😢
Na aansuon se chhalkte hai,
ReplyDeleteNa kagaj par utarte hai,
Dard kuch ese hote hai,
Jo andar hi andar palte hai.
😢😢😢😢😢
Badal jayenge ye dard bhi, un khushiyon ki tarah hi
DeleteDarad ni badalte bas unhe sahne ki aadat ho jaati hai
Deleteu will always find more happiness in the present than in the past
ReplyDeleteKis ke liye hai itna dukh
ReplyDeleteKabhi Naam bhi batado